Pee h sharab har gali har mehkane se,
Dosti si ho gayi h sharab ke jam se,
Gujre h hum kuch aise mukam se,
Ki nafrat si ho gayi h mohabbat ke naam se.
872
2
Humari tishnagi se aaj saaki,
sharab ka jigar thara raha h,
nighao se jara shirab pharma,
ki mehkana to bhujta ja raha h.
415
1
मैं खुदा का नाम लेकर पी रहा हूँ दोस्तों,
ज़हर भी इसमें अगर होगा दवा हो जाएगा,
सब उसी के हैं, हवा, खुशबू, ज़मीनो-आसमाँ,
मैं जहाँ भी जाऊँगा उसको पता हो जाएगा।
63
0
Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota,
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hota,
Yu to Jhoom Lete Hai Nashe mein Peene Wale,
Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota.
185
1
yuhi khana kharab rehne de saaki,
jam main aftab rehne de saaki,
gham se ghabra gaya ho main saaki,
mujhe gharke sharab rehne de saaki.