MUHABAT KHOUF HOTI HAI ! Kabhi Nadaan Karti Hai Kabhi Heraan Karti Hai MUJHE MALOOM HAI SHAYED ! Boht Nuksan Karti Hai Ye Ghar Weeran Karti Hai Jahan Hon Ronaqain Zinda Wo Dil Sunsan Karti Hai Mager Ab Sun Mere Humdam ! Mujhe Karni Muhabat Hai Muhabat Wo Haqeeqat Hai ! Jo Dil Abaad Karti Hai Sabhi Ko Shaad Krti Hai Marron Ko Yaad Krti Hai Muhabat Khouf Kab Se Hai Muhabat Rog Kab Se Hai Ye Marham Hai Maseeha Hai Ye Deepak Hai Ye dia Hai Chalo Acha Hua Jaana ! Gaya Main Jaan Ye Jaana ! Suno Phir Ghour Se Jaana ! Muje TumSe Muhabat Hai
 11
0  

उगता हुआ सूरज दुआ दे आपको खिलता हुआ फूल खुशबू दे आपको हम तो कुछ भी देने के काबिल नहीं, देनेवाला हज़ार खुशिया दे आपको!
 5
0  

ajane Kab Tak Ye Aankhein Uska Intejar Karengi, Uski Yaad Mai Kab Tak Khud Ko Bekarar Karengi, Usey To Ehsas Tak Nahi Is Mohabbat Ka Yaaro, Kab Tak Ye Dhadkane Uska Aitbaar Karengi.
 8
0  

Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise, Jise chahta hai tu use nazdik lau kaise, Yu to har tamanna har ehsas hai wo mera, Magar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise…
 19
0  

Tere sher, teri deewangi ka pata dete hain Kaise keh de koi k tum usse acchey nahi lagte Karta nahi jo qadr aisi paak mohabbat ki Aise dil todne wale mujhe acchey nahi lagte…
 3
0