1.Jan Jan Ki Pukaar Hai Vote Dena Adhikaar Hai! 2.Sawachh Mann Se Yog Karo Mat Adhikaar Ka Paryog Karo! 3.Jan Jan Ko Chetaana Hai Mat Data Ko Jagaana Hai! 4.Zinda Raho Chahe Jaan Jaaye Vote Usko Do Jo Kaam Aaye! 5.Sab Logo Ki Yahi Pukaar Vote Dena Hai Hamara Adhikaar!
 315
1  

Andher nagari choupat raja Sonia aur laloo bajaye baja Kanoon todne wale banayenge kanoon Swadesh ke khatir ladne walon ka barbaad hua khoon Kuch din pahle, gareeb kisan no ne khud khushee kiye.. Mausam haat de gaya tha Ab business men apni jaan denge.. bazaar gir gayaa hai.. Logon ko upar uthane kee tamanna nahin hai.. Sab ko niche gira ka ek banane chale hai sarkar.. Wah ri duniya, wah India.. Ek Gandhi ne, pardeshiyon ko bahar bheza Ek Gandhi ne pardesi ko bahu se PM banaya.. Kya sahi hai, kya galat hai.. India super-power banene chali thee, banee ek firangi sarkar.. Aaj zhuk gaya shar ... read more
 586
2  

Yeh to socho saval kaisa hai Desh ke aaj haal kaise hai. Jaise mazhab nikal nahi pate Sajiso ka vo jal kaisa hai. Aaye din hadse hote hai Sochta yeh saal kaisa hai. Aap ne aag ko hawa di thiJaan leta hai begunaaho ki Aapka yeh kamal kaisa hai. Jal gaye to malam kaisa hai. Dushmani se kya hasil hoga, dosti ke khayal kaise hai.
 342
0  

Kyun aaj main dukhi hun, Mujhe gham kiska sata raha hai. Uss mor par jo andhra chaya hai, Kyun mujhe woh daraa raha hai Kyun unchayiyana mere mulk ki, Mujhe khokhli dikhai de rahi hain, Kyun woh jo gehra ander sama raha hai Woh hai meri zami ka dil Jo aaj dukh mana raha hai, Noch rahe hai zamane wale, Har ek apna jeevan sawar raha hai Mere mulk ka kya hoga ae jan.. Mera bharat dukhi hai , dukh mana raha hai
 336
1  

इंडिया की राजनीति में मचा हुआ घमासान है लोक सभा की सीट ही जैसे हर नेता का अरमान है टिकेट पाने होड़ में रिश्ते नाते भूल रह्रे है पुरानी पार्टी छोड़ कर नए गठबंधन जोड़ रहे हैं महाराष्ट्र हो या बिहार हर रिश्ते पड़ी दरार वोट पाने की चाह में कर रहे एक दूजे पर वार
 318
1