Duniya mein dost to bahut milenge, Dosti unn sabhi se kar lena, Magar do pal tanha mile to, Yaad hume bhi kar lena.
 6
0  

वो रात दर्द और सितम की रात होगी, जिस रात रुखसत उनकी बारात होगी, उठ जाता हु मैं ये सोचकर नींद से अक्सर, के एक गैर की बाहों में मेरी सारी कायनात होगी…..
 7
0  

Har raah ek nayi manjil h, Kadmo ka sambhalna jara musqil h, Dost agar sath na de to dhup to, kya chaw mein chalna bhi musqil lagta h
 9
0  

Aashna hote hue bhi aashna koi nahi, Jante hai sab mujhe pehchanta koi nahi, Mukhtasir lafzo mein ye hai mizaj-e-dosti, Rabta beshak hai sab se wasta koi nahi.
 11
0  

Din Hua Hai To Raat Bhi Hogi, Ho Mat Udhas Kabhi To Baat Bhi Hogi, Itne Pyaar Se Dosti Ki Hai tumse, agar rahi Zindagi To Mulaqat Bhi Hogi.
 7
0