Ishq tujhse karti hoon Main zindagi se zyada, Main darti nhi maut se Teri judaai se zyada, Chahe to azmale mujhe Kisi aur se zyada, Meri zindgi me kuch nhi Teri mohabbat se zyada
 23
0  

Mujhe pata nahin kya ho jata hai, neend aati nahin or chain kho jata hai, phir dil bechain ho jata hai, or khwaab kuch aisa aata hai, ki aap ka hath hamare hathon mein, or sar hamare kandhe pe nazar aata hai… -Manpreet Singh Kya saza teri kya kasoor humara Jannat jahan ko tune dojak ki aag se jalaya Kaash teri aankhon ke vaade meri palko tak na baaste Teri yaadon ki baarish sawaan ki tarah na barasti Kaash khayalon ke dariya ko tum saahil na banate Dil churake na dil todte to ye bebasi na hoti Pyaar ke khel me teri jeet aur meri haar na hoti…
 19
0  

टूट जाते हैं सभी रिश्ते मगर दिल से दिल का रिश्ता अपनी जगह दिल को है तुज से ना मिलने का यक़ीन तुज से मिलने की दुआ अपनी जगह
 11
0  

गम ना कर ज़िंदगी बहुत बड़ी है, चाहत की महफ़िल तेरे लिए सजी है, बस एक बार मुस्कुरा कर तो देख, तक़दीर खुद तुझसे मिलने बाहर खड़ी है…
 18
1  

Tum Bin Kaise Jiya Jaaye Jiyun Main Kaise Tum Bin Lambi Hai Raatein Sadiyon Se Bhi Raaton Se Bhi Lambe Ho Gaye Hai Yeh Din..
 31
0