Boredom hits India! Elections are over! Modi busy with his work, Rahul Gandhi isn’t giving any interviews, No AAP guy slapped, No IPL match, Aise thodi na chalta hai desh year!!!!
 329
1  

Aajkal chuhe mere ghar mein bahut aane lage, Mere ghar ko kutarne lage khane lage, Do mahine se kitchen mein saji eklauti pyaz par, Jaise hi usne nazar mari, Shaukeen chuhe ko dekh meri chhati indri turant hi jayegi. Maine puchha hey kutran ke karigar, Kyun itne manoyog se kha rahe ho mera ghar, Chuhe ne pehle ek shabd tola, fir badi vinmrata se bola, Aachar sanhita lag gayi hai, aur meri daud ko, Kutran ki aadat pad gayi hai. Ab to main chunav ke baad hi jaunga, jab tak tera hi kutrunga aur tera hi khaunga. Mujhe pakka vishwas hai tum hi mujhe desh kutarne ka mauka doge, Aur baad mein apne ni ... read more
 570
1  

वो मौतों का खेल खेलते हैं बस राजनीति चमकाने को वो जनता को गोट समझते हैं अपनी शतरंज बिछाने को वो क्या जाने जनता की पीढ़ा, जो जनता को केवल मोहरा समझें, जो होते हैं पिटवाने को
 349
1  

Kyun aaj main dukhi hun, Mujhe gham kiska sata raha hai. Uss mor par jo andhra chaya hai, Kyun mujhe woh daraa raha hai Kyun unchayiyana mere mulk ki, Mujhe khokhli dikhai de rahi hain, Kyun woh jo gehra ander sama raha hai Woh hai meri zami ka dil Jo aaj dukh mana raha hai, Noch rahe hai zamane wale, Har ek apna jeevan sawar raha hai Mere mulk ka kya hoga ae jan.. Mera bharat dukhi hai , dukh mana raha hai
 337
1  

DHANYA BHAG HAMARE NETA JI PADHARE, PAANCH SAAL BAAD AAYE HAMARE DWAARE. KEHTE HAI PURANI BAATO KO BHUL JAAO, IS BAAR BHARI BAHUMATO SE INKO JITAAO, NETA JI DAR-DAR BHATAK RAHE BECHARE, DHANYA BHAG HAMARE NETA JI PADHARE… JAB BEETE SAALON KA DIKHAYA UNKO AAINA, HAR BAAT HAMARI SACCHI UNKO BHAI NA, AB MATDATA UNKO LAG RAHE PIYAARE, DHANYA BHAG HAMARE NETA JI PADHARE… NETAJI NE IS BAAR NAI YUKTI APNAI HAI, KAI RANG-BIRANGI LOLLIPOP DIKHAI HAI, DIKHA RAHE HAI DIN MEIN SABKO TAARE, DHANYA BHAG HAMARE NETA JI PADHARE… DHANYA BHAG HAMARE NETA JI PADHARE, PAANCH SAAL BAAD AAYE HAMARE DWAARE
 331
1