Paas apke duniya ka har sitara ho,
Dur apse gam ka har kinara ho,
Jab bhi aap palken khule,
Samne wohi ho jo apko duniya mein sabse pyaara ho..!!
9
0
हर कोई तुमसा ख़ास नहीं होता,
जो ख़ास होता है वोह कभी पास नहीं होता,
यकीन ना आये तो चाँद को ही देखो,
जिसके दूर होते हुए भी दूरी का एहसास नहीं होता |
10
0
Aghosh Mein Lelo Mujhe Tanha Hoon Main
Basa Lo Dil Ki Dhadkan Mein Tanha Hoon Main
Jo Tum Nahin Zindagi Mein Toh Kuchh Nahin
Samaa Jao Mujhi Mein Ke Tanha Hoon Main..
10
0
Talaash kar dekho meri mOhabbat kO apne dil
mein,
Dard hO tO samjh lena ke mOhabbat ab bhi
baki hai..!
12
0
Teri judai bhi hume pyaar karte hai….
Teri yaad hume bahoot bekarar karte hai….
Wo din jo saath guzari thi humne….
Unhe hamari nigahe talash karti hai..!!